Skip to content

Free guides · Hinglish + English

Dream business,
sahi tareeke se

Registration, licence, GST, pricing: ek-ek karke, step-by-step, aasaan Hindi mein. Bilkul free, bina agent.

har reel ke saath ek free guide!

₹0

Har guide free

2

Bhasha: Hinglish + English

100%

Facts official source se

Free resources

Ab tak ki guides

Padho website pe, ya PDF download karke rakh lo.

Udyam Registration khud karo, bilkul FREE

Agent ko ₹1,999 dene se pehle ye padho. Sarkari portal pe ye ₹0 hai.

  • 6 baatein jo agent nahi batayega
  • 11 cheezein jo pehle se ready rakhni hain
  • Form ke 7 steps, field number ke saath
5 pageHinglish + EnglishSource: udyamregistration.gov.in

Aage kya aa raha hai

Agli guides

Follow karo, taaki nayi guide sabse pehle tumhe mile.

Licence

Jald aa raha

GST

Jald aa raha

Pricing

Jald aa raha

Marketing

Jald aa raha

Guide kaise milti hai

3 steps, bas

  1. 1

    Reel dekho

    @apna.businesswala pe har reel ek kaam ki baat sikhati hai.

  2. 2

    Comment karo PDF

    Reel ke neeche comment mein bas PDF likho.

  3. 3

    DM mein guide

    Follow karte ho to guide ka link seedha DM mein aa jaata hai.

Hamara wada

Kyun bharosa karein

Har fact ka source

Har guide mein sarkari source ka link, number ke saath. Khud check kar sakte ho.

Hamesha free

Guides ke liye koi fees nahi. Na abhi, na baad mein.

Tumhari bhasha

Hinglish ya English: upar slider se badlo.

Agla kadam: dukaan online lao

Website ₹5,000 se, WhatsApp pe orders, aur security check. WhatsApp karo, seedha baat hogi.

@apna.websitewala · by @insaf.builds

Business Wala ek Instagram page hai. Guides jaankari ke liye hain, sarkari document nahi.

mhdinsaf.com